Daure Hazir Main Musalmano Ka Kirdar – Subah Sehri Samaa Kay Saath 2 June 2017

Daure Hazir Main Musalmano Ka Kirdar – Subah Sehri Samaa Kay Saath 2 June 2017

Host: Syed Bilal Qutab and Madeeha Naqvi

Relish your sumptuous Sehri with ‘Subah Sehri Samaa Ke Saath’ with our very own Sufi Scholar Syed Bilal Qutab. This program is a unique blend of invigorating discussions that bring the right essence of spirituality to your Sehri.

Program Timings: 2:00 AM – 5:00 AM Daily during Ramzan

Tagged . Bookmark the permalink.

One Response to Daure Hazir Main Musalmano Ka Kirdar – Subah Sehri Samaa Kay Saath 2 June 2017

  1. Zaigham Ali says:

    Bilal bhai ye baat zahan mei rakhiye k Kalima La ilaha illallah boht khatarnak kalima hai isko parrh dena to aasan hai magar iss Kalimay ka taqaza hai k apnay zahan o dil aur soch mai jo boot bana liye hain unko torr do, tab kalimay k asal mafhoom tak pohnch sakta hai musalman. Hayat e Rasool e Pak mai ahle najraan aaye thay, baqi aagay dekhayn:

    The Event of Mubahala was a meeting between the Islamic prophet Muhammad and a Christian delegation from Najran (present-day Yemen), in the month of Dhu’l-Hijja, 10 A.H. (March, 632 A.D.), where Muhammad invoked a curse attempting to reveal who was lying about their religious differences.
    The initial effort was to invite the Najrani Christians to Islam and acknowledgement of Muhammad as a prophet. During religious discussions of similarities and differences, the topic of Isa’s (Jesus) divinity arose.[a][1] The Christians refused to accept Muhammad’s teachings about Christ and refused denying their beliefs. Muhammad invoked a mubahala (prayer curse) regarding their refusal, and included his children and wives in the call to invoke a curse.[b][2]
    After deliberations, the Christians decided not to invoke a curse on Muhammad and the others, and instead asked for peace, offering Muhammad tribute in return for protection. Islamic sources offer various explanations of this outcome. Some of them suggest that the Christians would have perished by the end of the year if they had entered into the imprecations.[c][2] [d][3] According to Islamic tradition, this event is considered a victory over Christianity.
    The event is commemorated annually on 24 Dhu al-Hijjah and is an inceptual argument for Shia Muslims in proving they are the “Ahl al-Bayt” mentioned in the Quran.[4]

    Christians ne Rasool e Pak se mubahila nahi kiya q k Rasool e Pak aur Unkay saath aanay walon k chehron par Noor aisa nazar aya k christians ne unki azmat tasleem kar li, aaj wohi christians kamyab bhi nazar aatey hain (har dunyawi muamley mai, aur taraqqi yafta bhi hain) contrary to this Rasool e Pak 11 hijri mai duniya se parda farma gaye aur 61 hijri mai Unka Grandson Hussain A.S. Karbala mai shaheed kar diya gaya khud musalman k haathon se. Mubahila mai christians ne Rasool o Aal e Rasool ki azmat k aagay sar jukha diya magar musalman ne Aal e Rasool ko Shaheed kr diya bal k Unki Aurton ko qaid bhi kar diya.

    Rasool e Pak ki wafaat k baad Unki daughter Fatima Zehra k ghar musalman jama ho gaye aur Unkay ghar ka darwaza jala diya

    Aap musalmano ka kirdar bhi to dekhiye.

    Khudara sochiye aisay bhi.

    iska jawab dijiye.

Leave a Reply