Orat Ki Kamayi Per Mard Ka Haq? – Qutb Online Morning Special 23 April 2014

 23-4

Host: Syed Bilal Qutab

Guests: Hasham Ilahi Zaheer, Dr. Farzeen

Qutb Online is an interesting amalgamation of religious and philosophical content, Qutb Online addresses various principles of Islam.

qutb-online-morning-special-

The program highlights teaching of Islam, focusing on the multitude problems of society and its impact on the lives of individuals. It also incorporates queries from live audience and take live calls. Encouraging intelligent dialogues on sensitive religious subjects, Qutb Online caters various topics to help eradicate misconceptions that prevail in the minds of people.

Fresh Timing : Monday to Friday- 7:00 AM – 8:00 AM

Bookmark the permalink.

12 Responses to Orat Ki Kamayi Per Mard Ka Haq? – Qutb Online Morning Special 23 April 2014

  1. shahbaz says:

    qutab bhai jse ye ek lady app k program ma bepardgi se bethi hui hai kia ye islam mae jaiz hai???????????????????

    • Nix says:

      Mujhay ye samajh nahin ati, k humara islam parday se shuru ho k darhi pe kio khatam ho jata hai…=/…jo chay hazar is main aur batain hain, woh koi btaye, to us ki baat sunnay ki bajaye us baat ko distort kio kar diya jata hai…!?!?!?
      Kaam ki baat sunnay ki jagah parday ko ronay ki wajah se hi aj hum is muqam pe hain k baqi sari dunya, jo k muslaman NAHIN hai Omer’s Law as a rule practice karti hai aur hum, jo k kehnay ko muslaman hain, parday aur darhiyon k peechay rotay phirtay hain…!!!

    • Khan says:

      Aap ne nazrein neechi kyu nhi ki?

  2. Adnan Shahban says:

    Mr.NIX , this is not the answer of Mr.Shahbaz comment , instead of answer you criticize him , and to the whole nations by using the word “Hum”

    you better know how to reply to the questioner ,,,

    Aik bat jo main nai apni zindgee main samjee apnay tajurabat se , zindgee k experiences se , loogoon ko milnay milanay se wo sirf ye ie k, hum musliman tu hain , KALMA tu partay hain , taaleemat islam tu jantay hain , but practically apply nai krtay , na apnay aap pe na doosroon ko apply krtay howay pasand krtay hain ,

    mere sab se request ie k GHULAM e Rasool (PBUH) bannay ke koshis kraien ,

    ku k gulam wo hota ie jo apnay aaqa k her hukam ko sar khm tasleem krta ie ,
    na k agay se arguments krta ie ,
    wo wesa ie krta ie jesay us ka aaqa (PBUH) ketay hain

    agar hum un k hukam accept and apply krna shuru kr daien tu ye behs to taqrar khtem ie ho jaway

    ALLAH hum sab ko Gulam e Rasool bannay ke taufeeq atta farmay

    (Sory if any my word hurt you Mr.NIX)

  3. fozia rashid says:

    mary khyal mein is program mein boht kuch boht achy tariqy se btaya gaya ha.ajkal larko ka ye comon mind ban gaya ha k bivi aye to sb kuch sath lay kr aye or phr laye husband ko financialy support b kary but apny haq ki bat kbi zuban pa mat.being a woman main sirf ye kahna chahti k aurat sb kuch kr sakti but tb jb marad usko izat day.or izat dilwaye

  4. Fauz says:

    fozia rashid i totally agree with you.

  5. Taifoor says:

    per mard he ke mojudgi ma ye HAQ ALLAH na deya aurto koo— it should be very clear to you people

  6. Samiullah says:

    Bata nahe kon sai larkon ke batien kar rahien Mrs Fouzia mien nai aisa koi larka apnay ird gird nahe dekha Mrs faouzia ap abnay halka-e Ahbab sahe karien aur agar nahe kar saktien tu kam sai kam us ke base per tamam larkon ko apne kam aqal soch kai zumray mai nahe lien, Jo ap nai kaha larkay aj kal kai bikul us kai opposite sochtay hien mostly.

  7. Very nice this is good

  8. Syedzadaaa says:

    mohlak tareen gunahon main say ek gunah k jang k maidaaan main say bhaaag jana mohlaaq tareen gunah hai. Umer jang e maidaaan main Rasool (S.A.W.W) ko 3 dafa chor kar bhagaa..

Leave a Reply